Showing posts with label Funny Shayari. Show all posts
Showing posts with label Funny Shayari. Show all posts

Teri ulfat ko kabhi nakam na hone denge....



Teri ulfat ko kabhi nakam na hone denge
Teri DOSTI ko kabhi badnam na hone denge
Meri zindagi main Suraj nikle na nikle
Teri zindagi main kabhi shaam na hone denge…

Bhool Na Jana

Sapno ko Sapna Mankar Bhool Na jana
Dil ki Armano Ko Chod Na Dena
Tum Mein Kashish Hai Kuch Pane ki
Na Mumkin Samajhkar Chod Na dena”