Showing posts with label Sher o Shayari. Show all posts
Showing posts with label Sher o Shayari. Show all posts
Raakhi Ka Tyohaar He.
Har Ladki Aapke Liye Bekarar Hai
Har Ladki Ko Aap Ka Intezar Hai
Ye Aap Ka Koi Kamal Nahi
Kuch He Dino Me Raakhi Ka Tyohaar He.
Har Ladki Ko Aap Ka Intezar Hai
Ye Aap Ka Koi Kamal Nahi
Kuch He Dino Me Raakhi Ka Tyohaar He.
Dosti nazaro se ho to use kudarat kahate hai
Dosti nazaro se ho to use kudarat kahate hai,
Sitaro se ho to use zannat kahate hai,
Husan se ho to use mohabbat kahate hai,
Aur dosti aapse ho to use kismat kahate hai…
Sitaro se ho to use zannat kahate hai,
Husan se ho to use mohabbat kahate hai,
Aur dosti aapse ho to use kismat kahate hai…
Teri dhadkan kahan hai
Tere dosti me ek nasha hai,
Tabhi to yeh saari duniya hamse khafa hai,
Naa karo hamse itni dosti,
Ki dil hi hamse puchhe teri dhadkan kahan hai
Tabhi to yeh saari duniya hamse khafa hai,
Naa karo hamse itni dosti,
Ki dil hi hamse puchhe teri dhadkan kahan hai
Labels:
Funny Shayari,
Hindi shayari,
Love Shayari,
Punjabi Shayri,
Romantic Shayari,
Sher o Shayari,
Urdu Shayari
Bhool Na Jana
Sapno ko Sapna Mankar Bhool Na jana
Dil ki Armano Ko Chod Na Dena
Tum Mein Kashish Hai Kuch Pane ki
Na Mumkin Samajhkar Chod Na dena”
Dil ki Armano Ko Chod Na Dena
Tum Mein Kashish Hai Kuch Pane ki
Na Mumkin Samajhkar Chod Na dena”
Dil Todkar Muskura Rahe Ho
Jo Wada Kiya Hai Wo Nibhana Hoga,
Ek Din Laut Kar Tumhe Aana Hoga,
Dil Todkar Muskura Rahe Ho Aaj,
Dekhna Ek Din Tumhe Bhi Pachtana Hoga…
Ek Din Laut Kar Tumhe Aana Hoga,
Dil Todkar Muskura Rahe Ho Aaj,
Dekhna Ek Din Tumhe Bhi Pachtana Hoga…
Andaaz Acha Lagta Hai
Fuloo me gulab achha lagta hai…
Neendoan mai khuwab achha lagta hai…
Tum u he muskuratey raho,
tumhara andaj achha lagta hai….
Neendoan mai khuwab achha lagta hai…
Tum u he muskuratey raho,
tumhara andaj achha lagta hai….
Subscribe to:
Posts (Atom)

