Showing posts with label Hindi SMS. Show all posts
Showing posts with label Hindi SMS. Show all posts

Murde Kitni Aaram Se Sote Hain





Mohan & Sohan were sitting in a kabristan & were talking.


Mohan: Sohan, dekho yeh murde kitne aaraam se apni kabron mein sote hai.



Sare murde uth khare hue aur bole: Kyun na soye, yeh jaga apni jaan de ke hasil kee hai..!






Teri ulfat ko kabhi nakam na hone denge....



Teri ulfat ko kabhi nakam na hone denge
Teri DOSTI ko kabhi badnam na hone denge
Meri zindagi main Suraj nikle na nikle
Teri zindagi main kabhi shaam na hone denge…

Ishq Wahi Hai Jo Ho Ektarfa,


Ishq Wahi Hai Jo Ho Ektarfa,
Izhaar e Ishq To Khwahish Ban Jaati Hai,
Hai Agar Ishq To Aankho Mein Dekho ,
Zuban Kholne Se Ye Numaish Ban Jaati Hai..

Kutta Kaat Na Le

Boy and girl are sitting..
.
2 dogs kissed each other
.
Girl- jaanu agar tum bura Na

mano to main bhii?????? .
BOy- ok, par sambhal ke..,
.
kahi
kutta kaat na le. 

90% Marks hai

Boy-Ro Q rhi ho..
Grl-Mere marks bahut kam aaye h.
Boy-Bata kitne aye h..
Grl-Sirf 90%
Boy-Khuda ka khof kar zalim itne me to 2 ladke pass ho jate

1 Kilo aatta dedo.

Santa: Dettol sabun hai?
Dukandaar: Hai,
Santa: Accha wala?
Dukndar: Ha
Santa: Acchi quality ka hai na?
Dukndr: Ha
Santa: Hath dhokar 1 Kilo aatta dedo.

Kya Bataoo Yaaroo

Kya Bataoo Yaaro
Meri Kismat Ki Kahani
Kuch Is tarah Likhi Gai
Jin Hatho Se Gulab Dena Chahta Tha

Raakhi Ka Tyohaar He.

Har Ladki Aapke Liye Bekarar Hai
Har Ladki Ko Aap Ka Intezar Hai
Ye Aap Ka Koi Kamal Nahi
Kuch He Dino Me Raakhi Ka Tyohaar He.

Dil Todkar Muskura Rahe Ho

Jo Wada Kiya Hai Wo Nibhana Hoga,
Ek Din Laut Kar Tumhe Aana Hoga,
Dil Todkar Muskura Rahe Ho Aaj,
Dekhna Ek Din Tumhe Bhi Pachtana Hoga…

Pura din ladkiyon se kyun baate karta hai

Teacher to student: nalayak class mein pura din ladkiyon se kyun baate karta hai..
Student: madam mai gareeb hun , mere sms b free ni hain aur fb ka recharge b ni kar sakta..

Bhagwan ko gussa kab aata hai?

Bhagwan ko gussa kab aata hai?
jab koi ladki shadi se pahle pregnant ho,
Aur uski maa bole "HEY BHAGWAN YE TUNE KYA KIYA?"

GEETA me likha hai karam karo fal ki chinta mat karo.

Pdhai kro fail hone se mat dro
Ldkiyan chedo bdnami se mat dro
Hr ldki ko prpos kro inkar se mat dro
Kyun ki GEETA me likha hai karam karo fal ki chinta mat karo.

Subha aram se utho.

Agar subah jaldi uthnese
takat,
buddhhi,
aur dhan badhta hai,
to paperwala aur dudhwala sabsetandrust / amir hota..
galatfaimi me mat jayiye;
aramse utiiye.

Banta Ka Dukh

Banta k ghar ladka hua, par wo phir bhi dukhitha?? Kyon? Itne saalo baad, itni mannato k baad ladka hua wo bhi itna sa...!

Rasta bhatak gaye hai.

Yaad mein tumhari mujheloose motions lag gaye hai.
Hai toh ye aasu...
par lagta hai rasta bhatak gaye hai.
Paper Ki Roti,
Notes Ka Aachaar,
Books Ki Chatni,
Question Ki Bahar,
Teachers Ki Dushmani,
Doston Ka pyar,
Mubarak Ho Aapko Aanewale EXAM ka EMOTIONAL ATYACHAAR !