Golden Words By Hitler

Golden Words By Hitler:
If u cant fly, run
if u cant run, walk
if u cant walk, crawl
but.. keep moving
Santa: O taa thik ae par jana kithay hai?

Mallika Sherawat Ka Income Tax Return

Income Tax Officer Zor Zor Se Has Raha Tha.

Clerk: “Kya Hua?”

Officer: “Mallika Sherawat Ka Return Hai”

Clerk: “To?”

Officer: “Kapde Pehnti Nahi Aur Laundry Ka Bil 11 Lakh Bataya Hai“

Computer Ke Deewane Bachhe

Teacher Ne Class Mein Bachho Ko Parle G Biscuit Ka Packet Dikhate Hue Puchha

Madam: “Bacho, Batao Parle G Ke Packet Pe Jo Green Dot Bana Hai Usaka Matlab Kya Hai ?”

Student: “Mam, Isaka Matlab Parle G Online Baithe Hain“

Ladke Ka Dimaag

Ladki Ne Apne Boy-Friend Se Puchha: “Kya Kar Rahe Ho?”

Ladka: “Makkhiya Maar Raha Hoon”

Ladki: “Kitni Mari?”

Ladka: “3 Male Aur 2 Female”

Ladki Hairani Se: “Kaise Malum?”

Ladka: “Kyoki 3 Daru Ki Botal Se Chipki Thi Aur 2 Phone Se“

Ladkiya To Roj Nahati Hai

Santa College Mein Ek Ladki Se Bola

Santa: “Tum Nahati Nahi Ho Kya?”

Ladki: “Main To Roz Nahati Hoon, But Tumne Aisa Kyun Pucha?”

Santa Huste Hue: “Kabhi Dekha Nahi Na Isliye Pucha“