ye pyar kya hota hai

Larki (sharma k):
Ye Pyar kya hota hai?
Larka:
Pyar ka rishta 2 insanon main
Wohi hota hai jo cement or rait k
darmiyan pani ka hota hai Farz
karo
Larka=cement
Larki=rait
Love=pani
Ab agar cement or rait ko aapas
main
mila diya jaye to wo strong nahi
honge Lekin
Agar in main pani mix kar diya
jaye to
koi in ko juda nahi kar sakta
Larki (hans k):
Kameenay tu CIVIL ENGINEER hai
na?;):-)

0 comments:

Post a Comment